Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj Mullick
HomePankaj Mullick
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai jitne sahaare toot chuke hain sabka sahaara ye hai meri jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai yehi meri saari punji yehi sab yehi sab dhan maaya hai yehi meri saari punji yehi sab yehi sab dhan maaya hai aankhon ki thandak man ki dhaaras aankhon ki thandak man ki dhaaras aur andaata ye hai meri jeevan asha yeh hai meri jeevan asha yeh hai yehi yehi hai mujhko heera panna yehi hai moti moonga naam hai jiska ek duwanni saara khazaana ye hai ye jo gayi to gaya khazaana aas gayi aas gayi aur jaan gayi ye jo gayi to gaya khazaana aas gayi aas gayi aur jaan gayi saare sahaare saare sahaare toot naa jaayen dil ko dhadkaa ye hai dil ko dhadkaa ye hai jeevan aashaaaaaaa
kab tak niraas ki andhyaariiii kab tak niraas ki aas ki damin damka degi yehi badariya kaari kab tak niraas ki sukhe ped ki daar daar hai ras ki bhari pichkaari jaise laaj ka ghunghat kaadhe koi sundar naari aas ki damin damka degi yehi badariyan kaariiiiii kab tak niraas ki kajri rein ki bhor ko samjho kaare nayan ki jyotiiii kaare nayan ki jyoti jugnuu jugnu bann ke chamak rahe hain chhupi huyi ujyaarii aas ki damin damka degi yehi badariyan kaariiiiii kab tak niraas ki bhayi jagat ujiyaari bhayi jagat ujiyaari jhalak thi jiski andhiyari mein yehi thi wo ujiyaari dekho bhayi jagat ujiyaari ban gayi kajal jaagi aankh kaaa simat ke rein andhiyari bhayi jagat ujiyaariii nayanan jal se sincha tha jisko hari hui wo qyaari nayanan jal se sincha tha jisko hari hui wo qyaari bigdi banaane wale toonee rakh li laaj humari dekho bhayi jagat ujiyaari ban gayi kajal jaagi aankh kaaa simat ke rein andhiyari bhayi jagat ujiyaariii
kabhi inko chaahe kabhi unko kabhi unko chaahe kabhi inko kabhi inko chaahe kabhi unko chaahe milaayengeeee hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen jo takara gaye dil takra gaye jo takara gaye dil ko anjaam ye gaya naam inka to badnaam ye ye galiyon mein ghumenge bhar bhar ke aanhen milaayenge hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen haaaaayeee chhuuogeeeeeeee chhuuoge to gora badan hoga mailaa ishaaron mein baaten karo humse chhaila samjh lo ke mushkil haiiii ulfat ki raahen milaayenge hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen kasam tum ko hum sar ki de ke rahenge balaiyaan mohabbat ki lete rahenge tumhare gale mein padengi padengi ye baahein milaayenge hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen hum chhip ke tumse nighahen kabhi inko chaahe kabhi unko kabhi unko chaahe kabhi inko kabhi inko chaahe kabhi unko kabhi unko
aaaaaa aaaaa haaaa haaa karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi diya bhujhe phir se jal jaaye raat andheri jaaye din aaye diya bhujhe phir se jal jaaye raat andheri jaaye din aaye mitti aas hai jyot ankhiyan ki mitti aas hai jyot ankhiyan ki samjho gayi to gayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi karun kya aas niraas bhayi jab naa kisi ne raah sujhaayi dil se ek aawaaz ye aayi jab naa kisi ne raah sujhaayi dil se ek aawaaz ye aayi himmat baandh sabal badh aage rok nahin hai koi himmat baandh sabal badh aage rok nahin hai koi kaho naa aas niraas bhayi kaho naa aas niraas bhayi karna hoga purn ka paani dena hogi har qurbaani himmat hai itni to samjh le himmat hai itni to samjh le aas bandhegi nayi aas bandhegi nayi kaho naa aas niraas bhayi kaho naa aas niraas bhayi kaho naa aas niraas bhayi
kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana khade khade kya soch raha hai khade khade kya soch raha hai hua kahaan se aana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu sooraj dooba chaand na nikalaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaa raat andheri baat na poochen samajh ke paaon uthaanaaaa kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaa jeete ji hai chalana phirana jeete ji hai chalana phirana mare to ek thikaana mare to ek thikaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa
ek din pahle bhi aaya tha aaya tha yehi toofan aaya tha yehi toofan jaag kar sab so gaye the so gaye thee mere sab armaan aaj phir chhedenge kitne dil ki khamoshi ke taar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar khidkiyon ke paar sehmi siii khidkiyon ke paar sehmi si khadi hai raat kyun ghane ke daaman se bikhri jhoom kar barsaat kyun kya koi kya koi aayi badarwa se ke dene ko pukar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar mere armaanon ki aankhe aaj kaise nam hui nam hui iski saansen hai rawa mein kyun meri humdam hui dil ki ye bechain dhadkan kyu bani hai haahaakaar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar
kis ne kis ne kis ne ye sab khel rachaayaa kis ne ye sab saaj sajaayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne komal komal pyaare paudhe komal komal pyaare paudhe dhaan paan matwaare paudhe inke upar aakar chhidki rang roop ki maayaa inke upar aakar chhidki rang roop ki maayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne andhere mein sote the ye bilkul besudh hote the ye andhere mein sote the ye bilkul besudh hote the ye neend kuri ke madmaaton ko neend se aan jagaayaa neend kuri ke madmaaton ko neend se aan jagaayaa apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne hara bhara guldaar khila hai sarson ka sansaar khila hai dekh dekh man mein sukh howat akhiyaan noor samaaya dekh dekh man mein sukh howat akhiyaan noor samaaya apne aap sabhi kuchh karke apnaa aap chhipaayaa apnaa aap chhipaayaa kis ne kis ne
aaa aaaaa lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan nainon ke teer mohe maar gayo saiyaan o lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot aan ajaan ki main nahin jaanun re aan ajaan ki main nahin jaanun re ghayal kar ke haaye ghayal kar ke haaye ghayal kar ke sidhaar gayo saiyaan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot kuchh maajra sunaata hoon main husn o ishq ka laila ki ek aas mein deewaana kais tha baad e fana tha donon ka madpan juda juda lekin wo dono qabron se aati thi ye sada lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot gor se majnu ke ja puchaa kisi ne ye sakhun yaad kuchh laila ki ab bhi baaki hai o khasta tan aa hasan ji bhar ke bola khainch kar munh se kafan lag gayi chot karejwa mein haaye raama lag gayi chot
madbhariiiii rutt jawaan hai madbhariiiii rutt jawaan hai rutt jawaan hai gaal rang bhare mann umang bhare gaal rang bhare mann umang bhare aankh ras tapkaye rutt jawaan hai madbhariiiii rutt jawaan hai daal ki lachak paat ki lehak phool ki mahak lalchaaye daal ki lachak paat ki lehak phool ki mahak lalchaaye yun bich banwaa yun bich banwa door dikhaye kali kali muskaye madbhariiiii rutt jawaan hai chanchal roop damakti damin lalcha kar tarsaaye chanchal roop damakti damin lalcha kar tarsaaye isi lagan mein aisa doobi isi lagan mein aisa doobi aap bhi gum ho jaaye rutt jawaan hai madbhariiiii rutt jawaan hai
haaa mahak rahi phulwaari humariiiiiiiii mahak rahi phulwaari jhoom rahi hai daari daari daari daari mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari kaisi kaisi chaliiii kaisi kaisi chali hawayein phool phal bikhraye kaisi kaisi chali hawayein phool phal bikhraye mann aasha ka ped sukhayaaaaaa dukh par dukh pahunchayee mera banta kaam na bigda maut bhi thak ke haariiii mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari sukh ke badal sukh ke badal phir ghir aaye bigda kaam banaaya jeevan jal ne baras baras kei gaya samaa paltaya phir se mehaki phir se lehaki phir se mehaki phir se lehaki sukhi hui har kyari mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari humari mahak rahi phulwaari
diya jalaoon diya jalaoon main ghee ka diya jalaon re ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao chain na din bhar rainan nindiya chain na din bhar rainan nindiya bikhar gayi bisar gayi maathe ki bindiya nainan neer bahaun re ghar aao ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao badi der se khadi suhagan badi der se khadi suhagan raah takat hai bihaari aao mann ke meet ab aao aao mann ke meet ab aao pooja karun tehaari ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao
main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai ik ek athah saagar sa hai ik ek athah saagar sa hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse jab nain mile nainon ne kaha nainon ne kaha jab nain mile nainon ne kaha ab nain basenge nainon mein main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai
man ki baat bataaun main man ki baat bataaun kya kya baat uthat man more kya kya baat uthat man more sab keh kar samjhaaun main man ki baat bataaun phool banun phool banun phoolan ang mehakun bansi bankar gaaun param puneet prabhaat banun main jaagun aur jagaaun nipat suhaani dhoop banun main jaagun aur jagaaun main man ki baat bataaun jaag banun aakaash sajaaun taare roz jalaaun lahar banun pal pal lahraaun baadal ban jag chhaaun lahar banun pal pal lahraaun baadal ban jag chhaaun tu baadal ka roop bane main chaatak roop dhar aaun tu baadal ka roop bane main chaatak roop dhar aaun sookha pyaasa khet banun main sookha pyaasa khet banun main pal pal tujhe bulaaun main man ki baat bataaun main man ki baat bataaun meetha geet banun jharne ka nit nit sunat suhaaun meetha geet banun jharne ka nit nit sunat suhaaun aasha ka sapna bankar aasha ka sapna bankar man toote jod dikhaaun main man ki baat bataaun main man ki baat bataaun
main rota hooooon main rota hooooon mat mana karoo tum mere aansoon gina karoooo main rota hooooon mat mana karoo rone mein meri duniya hai aansoon mein meri basti hai main dukh ka kaala badal hoon boondo mein aag barasti hai tum mera rona suna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main ro kar jeena seekh gaya seekh gaya phir hans kar ke kya karna hai bus yaad tumhari aankh mein le kar ke paar utarna hai tum dukh ka tana buna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main patjhad mein hoon bada sukhi bada sukhi mat phool se sakhi bahaar banao o o o o o phool se sakhi bahaar bano main toota phoota ghar achha tum mat iski deewaar bano tum dil par tum dil par patthar chuna karo o o o o o main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo
maine maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala amrit ko bhi jo sharma de amrit ko bhi jo sharma de aag laga kar aag bujha de aiseeeee aise mad ke ek ghoont se bujha chuka main dil ka jwaala piya ke aaya honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala rag rag mein rag rag mein rag rag mein rag rag mein jisne duada dii ek bijli ki lehar ghoomti duniyan meri nazar mein pal bhar gayi thehar maine dil ko bante dekha befikar matwaala maine dil ko bante dekha befikar matwaala main yaad karunga jab bhi iss shaam ke neele pal ko honthon mein jalan si hogi aur pyaas lagegi mann ko tab aankhon meinnn tab aankhon mein chhaa jaayega iss din ka prem ujala piya ke aaya honthon ka pyaalaaa honthon ka pyaala
mere hatheele shaam mere hatheele shaam main bhi hath pe adaa hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega zakhmin hoon zakhmin hoon zakhmin hoon tera teer ki nokon se lada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga tu sabse bada tu sabse bada tu sabse bada aur main tujhse bhi bada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai aye dariya dil tu dekh aye dariya dil tu dekh main lehron pe khada hoon
mujheeeeeeeeeeeeee woh dekh kar jab muskuraayenge tooo kya hogaaaaaaa meri duniya pe bijali thi giraayenge to kya hogaaaa main unke khawab mein aayi aayi aayi toh hoon jee ko kada kar keeee ishaaron se jo paas apne bulaayenge to kya hogaaaa meri nazaron se ghabraakar woh nazaren khud jhuka lenge nazaren khud jhuka lengeeeee jhuka kar apni nazren phir uthayengee to kya hogaaaa ye maanaaaaa ye maanaa unke aage apna haal e dil chhupa lungiiii dil chhupa lungiiii jo woh alhad jawaani ko jagaayenge to kya hogaaaa ujaala haiiiiii ujaala haii andheri shab mein aankh ke charaagon seeee aankh ke charaagon seeee agar palkon se aansoon toot jaayenge to kya hogaaa
nainon mein nainon mein do nain samaye laakhon jatan kiye par man ko chain kahan se aaye nainon mein do nain samaye ab tak mere madhur pyar ko tum ne jaan na paaya man ki kitni gehraayi mein maine tumhe chhupaya prem agan badhti hi jaaye prem agan badhti hi jaaye kaise koi dabaye nainon mein do nain samaye ek baar tum aa jao to nainan pyaas bhuja loon wo matwali bholi bhali surat man mein basa loon tum bin suna jeewan mera tum bin suna jeewan mera yunhi beet na jaaye nainon mein do nain samaye
aaaaa nuktaacheen hai ghum e dil usko sunaaye na bane kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane main bulaataa to hoon usko magar ae jazbaa e dil main bulaataa to hoon usko magar ae jazbaa e dil us pe ban jaaye kuchh aisi us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane nuktaacheen hai gham e dil usko sunaaye bojh wo sar se giraa aaaaaa bojh wo sar se giraa aaaaa hai ke uthaaye na uthe kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane nuktaacheen hai gham e dil usko sunaaye ishq par zor nahin ishq par zor nahin hai ye wo aatish ghaalib ke lagaaye na lage ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane nuktaacheen hai gham e dil usko sunaaye
panchhi reeeeee panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas tu tod na mann ki aas panchhi tod na mann ki aas panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas dekh ghatayen aayin hain wo dekh ghatayen aayin hain wo ek sandesha layin hain wo dekh ghatayen aayin hain wo ek sandesha layin hain wo pinjra lekar udd jaa panchhiiiii pinjra lekar udd jaa panchhi jaa saajan ke paas panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas uth aur uth kar aag laga de uth aur uth kar aag laga de phoonk de pinjra pankh jala de phoonk de pinjra pankh jala de uth aur uth kar aag laga de uth aur uth kar aag laga de phoonk de pinjra pankh jala de phoonk de pinjra pankh jala de raakh babula ban kar panchhi raakh babula ban kar teri pahonche unki pass panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jeevan Asha Ye Hai Meri Zindagi (1940) 03:00 40761
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:00   Song Number : 40761   

Kab Tak Niraas Ki Doctor (1941) 03:24 13155
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:24   Song Number : 13155   

Kabhi Inko Chaahe Zalzala (1952) 03:13 14445
 
Poster of Zalzala (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:13   Song Number : 14445   

Karun Kya Aas Niraas Dushman (1939) 03:25 11222
 
Poster of Dushman (1939)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1939
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:25   Song Number : 11222   

Kaun Desh Hai Jana Mukti (1937) 03:18 13802
 
Poster of Mukti (1937)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1937
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdish
Duration : 03:18   Song Number : 13802   

Kaun Karta Hai Kisi Ka Intezar Kasturi (1954) 03:08 15183
 
Poster of Kasturi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Jamal Sen, Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Bipin Gupta, Shakuntala
Duration : 03:08   Song Number : 15183   

Kisne Yeh Sab Khel Dharti Mata (1938) 03:10 40742
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:10   Song Number : 40742   

Lag Gai Chot Karejwa Yahudi Ki Ladki (1933) 03:20 17207
 
Poster of Yahudi Ki Ladki (1933)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:20   Song Number : 17207   

Madbhari Rutt Jawaan Hai Nartaki (1940) 03:20 13836
 
Poster of Nartaki (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Munshi Arzu
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdeesh Sethi, Leela Desai
Duration : 03:20   Song Number : 13836   

Mahak Rahi Phulwaari Doctor (1941) 03:24 13152
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 03:24   Song Number : 13152   

Main Ghee Ka Diya Jaloon (Geet) C H Atma 02:46 16531
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:46   Song Number : 16531   

Main Kyaa Jaanoo Zindagi (1940) 03:12 11229
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11229   

Main Man Ki Baat Bataaun Dharti Mata (1938) 03:25 40699
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pandit Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 40699   

Main Rota Hoon (Geet) Pankaj Mullick 03:33 15040
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:33   Song Number : 15040   

Maine Aaj Piya (Geet) Pankaj Mullick 03:25 15041
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 15041   

Mere Hatheele Shaam Pankaj Mullick 03:16 15042
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:16   Song Number : 15042   

Mujhe Woh Dekh Kar Zalzala (1952) 03:36 14446
 
Poster of Zalzala (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:36   Song Number : 14446   

Nainon Mein Do Nain Samaye (Geet) C H Atma 02:40 16532
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:40   Song Number : 16532   

Nuktacheen Hai Ghum E Dil Yahudi Ki Ladki (1933) 03:14 17203
 
Poster of Yahudi Ki Ladki (1933)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1933
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:14   Song Number : 17203   

Panchhi Kaahe Hot Udas Meri Behen (1944) 03:22 36341
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pandit Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:22   Song Number : 36341   
Karaoke Songs of pankaj mullick, Sad Songs of pankaj mullick, Love Songs of pankaj mullick, Dance Songs of pankaj mullick, Hip-hop songs of pankaj mullick, Best songs of pankaj mullick, Super hit songs of pankaj mullick, hit songs of pankaj mullick, duet songs of pankaj mullick, solo songs of pankaj mullick, old songs of pankaj mullick, famous songs of pankaj mullick, Hindi Karaoke Songs of pankaj mullick, Hindi Sad Songs of pankaj mullick, Hindi Love Songs of pankaj mullick, Hindi Dance Songs of pankaj mullick, Hindi Hip-hop songs of pankaj mullick, best Hindi songs of pankaj mullick, super hit Hindi songs of pankaj mullick, hit Hindi songs of pankaj mullick, duet Hindi songs of pankaj mullick, solo Hindi songs of pankaj mullick, old Hindi songs of pankaj mullick, famous Hindi songs of pankaj mullick, Sing Along Songs of pankaj mullick, Sing Along Sad Songs of pankaj mullick, Sing Along Love Songs of pankaj mullick, Sing Along Dance Songs of pankaj mullick, Sing Along Hip-hop songs of pankaj mullick, Sing Along Best songs of pankaj mullick, Sing Along Super hit songs of pankaj mullick, Sing Along hit songs of pankaj mullick, Sing Along duet songs of pankaj mullick, Sing Along solo songs of pankaj mullick, Sing Along old songs of pankaj mullick, Sing Along famous songs of pankaj mullick